Gangs of Wasseypur 2 Songs with lyrics. The first of part of Gangs of Wasseypur was critically aclaimed all over and got a great response from the audiences too. We covers the lyrics of the first Part of Gangs of Wasseypur and now we are here to cover the second part of the movie as well. Sneha Khanwalkar has provided the music in the Gangs of Wasseypur 2.
Song – Chhi Chha Ledar
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Durga (12Years)
Mera joota fake leather
Dil chhi chha ledar
Mera joota fake leather
Dil chhi chha ledar
Wo hum sa poocha
Whether I like the leather
Wo hum sa poocha
Whether I like the leather
Cham cham wali goggle
Bhool ke sar woh bhage
Makmal wala maffler
Chod ke sar woh bhage
Tera gav ke baade bhaiyya
Ajar kabhi li laser
Joota joota joota..
Joota fake leather
Dil chhi chha ledar
Wo hum sa poocha
Whether I like the leather
Wo hum sa poocha
Whether I like the leather
Cham cham wali goggle
Bhool ke sar woh bhage
Makmal wala maffler
Chod ke sar woh bhage
Leather ledar leather ledar dil chhi chha ledar
Joota joota joota..
Bharat mamu haram kori
Lambi lambi chode hai
Baat se kole beer bottle
Flanks moha mode mode
Seha baji haat mein lekar
Seherang baji sath mein lekar
Darsta darsta leather
Darsta darsta leather
Leather ledar leather ledar..
Dil chhi chha ledar
Joota joota joota..
Song – Kaala Rey
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Sneha Khanwalkar
kaala re saiyyaan kaala re…
mann kaala re mann kaala re,
Kaali zubaan ki kaali gaari….
Kaale din ki kaali shaamein
saiyyaan karte ji kolbazaari…
kaala re saiyyaan kaala re…
mann kaala re mann kaala re,
Kaali zubaan ki kaali gaari….
Kaale din ki kaali shaamein
saiyyaan karte ji kolbazaari…
bairi kol kol kol
chheney tol tol tol
bairi kol kol kol
chheney tol tol tol
chhat aangan chaar deewari…
saiyyaan karte ji…
saiyyaan karte ji…
saiyyan karte ji
saiyyan karte ji
saiyyan karte ji kolbazaari…
saiyyan karte ji kolbazaari…
kaali mitti, kutta kaala,
Kaala bilkul surmey waala,
Kaala kauvva, hauvva kaala….
kaali mitti, kutta kaala,
Kaala bilkul surmey waala,
Kaala kauvva, hauvva kaala….
Kaala baadal ghirne waala,
Kaala moti, girne waala,
Kaala jhanda, danda kaala….
Kaala batua, paisa kaala..
Kaali aankhon jaisa kaala,
Kaali agni…
Kaali garmi, sooraj kaala,
Kaala beegha, aur gaj kaala,
Kaali baaati…haathi kaala…
Kaala-kaala-kaala…
Bairi coal coal…
chheney tol tol tol
Bairi kol kol kol,
chheeney whole-sole-tol….
Rang paani aur pichkaari…
Saiyyaan karte ji…saiyyaan karte ji…
kaala re saiyaan kaala re
tann kaala mann kala re
kali jabaan kali re
Saiyyan karte ji kolbazaari…
Song – Bahut Khoob 8 bit
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Kids of Musahar Villag
Bahut khoob Bahut khoob Bahut khoob
Chakachak kumari..
Chattanon se krida karti
Kal kal karti, chal chal karti
Chattanon se krida karti
Kabhi idhar mud, kabhi udhar mud
Ban parbat mein lipti chhupti.
Dharti ke har kisi chor se,
Ban parbat ke kisi mod se
Boond boond se bana hai, kaun
Chaar dhaamon se juda hai, kaun.
Bahut khoob Bahut khoob Bahut khoob
Song – Moora or Moora (Morning)
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Sneha Khanwalkar, Robbie Styles
Frustiyaao nahin moora,
Narbhasaao nahin moora,
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora…
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora…
Jo bhi wrongwa hai usey,
Set right-wa karo ji,
Naahin loojiye ji hope,
Thoda fightwa karo ji…
Jo bhi wrongwa hai usey,
Set right-wa karo ji,
Naahin loojiye ji hope,
Thoda fightwa karo ji…moora…
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora…
Kaahe muthhi mein pakad,
Raha paniya re moora…
Kaahe muthhi mein pakar,
Raha paniya re moora…
Rahe paani ki na yaad
Naa nisaniya re moora
Startey startey startey..
Startey brainwa re moora,
Charh trainwa re moora,
Startey brainwa re moora,
Charh trainwa re moora,
Naahin pagla re bann,
Act sane-wa re moora..
Anytime anytime,
Hai yeh retiya kaa ghar,
Anytime anytime,
Bharbharaao nahin moora..
Anytime anytime,
Diye chance-wa jo life,
Refuse-aao nahin moora…
Sakpakaao nahin moora,
Latpataao nahin moora…
Sakpakaao nahin moora,
Latpataao nahin moora…
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora…
Song – Aabroo
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Piyush Mishra, Bhupesh Singh
Hum zahar se bhare, bicchhuon mein paley
arey tu humein kaatne ki saza payega
Arey aabroo ki kasam, cheer denge tujhe
Dum kate saanp sa.. bil bila jayega
Aabroo ke jane, draupadi ki kasam
Kauravon ki sabha mein jo aa jayega
Arey Dushaasan hain hum, kheench lenge tujhey
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo ki kahi aaj sun le abhi
Choli lehanga pehan ke kahan jaayega
Jo har ik chhed mein goliyan jo padi
toh har ik chhed bansi baaja jayega
chhedo.. chhedo chhedo.. chhedo
oh chhedon key khuda meri sun to zara
beech baazaar mein tu toh aa jayega
le aa gaya beech bazaar mein, ab bol.
Toh ruk…
Sand ban ke nache-ga, sarey aam tuu..
Bhaand ban ke muhaley mein chaa jayega.
Hum to duryodhan ke poot, saath mein raavan ke chele
Hum to bhari-putna surpanakha ki godon mein khele
hum to aise hain chandal cheer ke kutta khate hain
hum to aise teer-andaj aadmi ain chabate hain
hum to shakuni hain, hum kansraj hain kulta shulta neech
hum toh narbhakshi hain, gaay bhains ka chara khaan ley kheench
arey hum maar tamancha, bail pe nikley, bail bech aaye
hum to kirkit ka balla chodo hum khel bech aaye.
Haaji maula Haaji maula Haaji maula, Haaji maula Haaji maula..
Song – Taar Bijli
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Padmashree Sharda Sinha
Taar bijli se patley, humaare piya…(x2)
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…(x2)
Sookh ke ho gaye hain chhuaare piya…(x2)
Bechaarey piya…
Sab haarey piya…
Kuchh khaatey nahin hain…
Kuchh khaatey nahin hain…humaarey piya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…
Taar bijli se patley humaare piya….
Kha dhatoora ji sutley humaare piya,
Maara dhakka na uthley dulaare piya, (x2)
O re bapu bata tuney yeh kya biya,
Yeh kya biya tuney yeh kya biya…
(chorus) Gulaabi Chachha…
Gulaabi Chachha ki kyaari mein kaanta bhara…
Na idhar na udhar hi sihaare piya…
Taar bijli se…
Ghupp andhera mein chaltey, dulaarey piya,
Ghupp andhera mein chaltey, dulaarey piya,
Jindagi kolbari, phoot paani bhara,
Aarra Chhapra ke Babuji yeh kya kiya?
Loknayak jalaaye yeh kaisa diya? (x2)
Bhaav koyla ke bik-lay dihaari piya…
Nihaari piya….Bihaari piya….
Maarey dukh ke ji phootey fuhaarey piya…
Haan fuhaare-fuhaarey-fuhaarey piya…
Taar bijli se patley, humaare piya…
Taar bijli se patley, humaare piya…
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…
O ri bhauji bata tuney yeh kya biya…
O re Bapu bata tuney yeh kya biya…
O re Chacha bata tuney yeh kya biya…
Loknayak bata tuney yeh kya biya…
Jan-nayak bata tuney yeh kya biya…
Baba Saaheb bata tuney yeh kya biya…
Taar bijli se patle humaare piya…
Song – Electric Piya
Music Director – Sneha Khanwalkar
Lyrics – Varun Grover
Singer – Rasika D Rani
Electric piya…electric piya!
Taar bijli se patle humaare piya..
Arre taar taar taar…
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Ghar aate hain deri se, tutli hai road…
Road road road…arre tutli hai road…
Roj roj roj roj…
Baba-saaheb kathin kitna rasta diya,
Jan-Nayak re haalat kya khasta kiya,
Riding donkeys, my horse-rider piya…
Getting tangled in web of spider piya…
Electric piya…electric piya….
Electric piya…electric piya….
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
My loveless, and luck less, and messed-up piya…
Arre messed-up piya… Arre messed-up piya…
Aandhi-maata bata tuney yeh kya biya,
100-baras jeeney waale re yeh kya kiya,
Slipping out of my hands, humaarepiya,
Falling into quick-sands, humaare piya…
Electric piya…electric piya!
Taar bijli se patle humaare piya..
Arre taar taar taar…
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Movie – Gangs of Wasseypur 2 (2012)
Cast – Nawazuddin Siddiqui, Tigmanshu Dhulia, Richa Chadda, Huma Qureshi, Raj Kumar Yadav, Pankaj Tripathi, Piyush Mishra, Vineet Singh, Jameel Khan
Director – Anurag Kashyap
Producer – Anurag Kashyap, Sunil Bohra
Release Date – August 08, 2012
Banner – Viacom 18 Motion Pictures













