Rab Ka Shukrana video song Jannat 2 (2012)

nikhil April 19, 2012 1

The Rab Ka Shukrana song video from Jannat 2, starring Emraan Hashmi and Esha Gupta. Watch Rab Ka Shukrana video song from Jannat 2 online. Jannat 2 videos watch online. It is the sequel to the 2008 hit Jannat, also starring Emraan Hashmi. Jannat 2, a crime thriller film is a story on the issue of illegal arms in Delhi. The star cast for Jannat 2 also includes Prachi Desai, Esha Gupta, Randeep Hooda and Imran Zahid. Produced by Fox Star Studios in association with Mahesh Bhatt, the film is scheduled for release on 4th May.

Movie: Jannat 2 (2012)
Starcast: Emraan Hashmi, Randeep Hooda, Prachi Desai, Esha Gupta, Imran Zahid
Director: Kunal Deshmukh
Song: Rab Ka Shukrana
Singer: Mohit Chauhan
Lyrics: Sayeed Quadri
Music Director: Pritam
Banner: Vishesh Films, Fox Star Studios
Release Date: May 4th 2012

tu hai ab jo baahon mein, qarar hai
rab ka shukrana
saanso mein hai nasha, khumar hai
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai, eemaan hai
rab ka shukrana
mera kalma hai tu, azaan hai
rab ka shukrana
rab ka….shukrana

tu mila toh sab mila
ab kisi se kya gila
tujh mein simtu, aa main bikhru
teri baahon mein…

tu mila toh sab mila
ab kisi se kya gila
tujh mein simtu, aa main bikhru
teri baahon mein fanaa ho jaaun main

tu hi ab duniya meri, jahaan hai
rab ka shukrana
khabon ki khayalon ki udaan hai
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai, eemaan hai
rab ka shukrana
mera kalma hai tu, azaan hai
rab ka shukrana

sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
abb toh rehna hai tujhi mein,
gumshuda hoon main…

sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
abb toh rehna hai tujhi mein,
gumshuda hoon main
ho teri baahon mein….

jazbo ka toh naya bayaan hai
rab ka shukrana
naya rutba nayi shaan hai
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai, eemaan hai
rab ka shukrana
mera kalma hai tu, azaan hai tu
rab ka shukrana

rab ka…
rab ka…
rab ka… shukrana

 

One Comment »

  1. Jannat 2 Movie April 24, 2012 at 5:00 pm - Reply

    Thanks for the share!
    It Is a Fully Entertainment & Romance Movie.

Leave A Response »