Chikni Chameli Lyrics from Agneepath (2012)

anuj December 13, 2011 0

Movie – Agneepath (2012)
Cast – Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Sanjay Dutt, Rishi Kapoor, Katrina Kaif
Director – Karan Malhotra
Song – Chikni Chameli
Music Director – Ajay Gogavale, Atul Gogavale
Lyricist – Amitabh Bhattacharya
Singer – Shreya Ghoshal
Release Date – January 13, 2012

bichu re ye naina
badi zeherili aankh maare
kamsi kamariya saali
ik tumke se lakh mare

(whistles)

haaii..
bichhu re ye naina
badi zeheleeli aankh maare
kamsin kamariya saali
ik tumke se lakh maare
note hazaaron ke
khula chutta karane aayi
husn ki teelli se beedi chillam jalane aayi

aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi

jungle mein aaj mangal karungi
bhookhe sheron se khelungi mein
makhan jaisi hatheli pe chalke angare le lungi mein
haaii..
gehre paani ki machli hoon raja
ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
teri nazro ki leharon se haar ke aaj doobi hoon main

hoye

jaanleva jalwa hai
dekhne mein halwa hai
jaanleva jalwa hai
dekhne mein halwa hai
pyaar se paros doongi toot le zaraa

yeh toh trailer hai pori fillum dikhane aayi
husn ki teelli se beedi chillam jalane aayi

aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi

haiii.. Banjar basti mein aayi hai masti
aisa namkeen chehra tera
meri neeyat pe chehke chote na hai rang gehra tera
joban ye mera crazy hai raja
saare mardho ko kaatungi main
shaare meri akeli hai aaja sangh tere baatungi main

haaye.. baat mein ishaara hai
jisme khel saara hai
haaai baat mein ishaara hai
jisme khel saara hai
tod ke tijoriyon ko loot le zara
chumke zakhmo mein thoda malham lagane aayi
husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi

aaayi Chikni.. chikni.. chikni.. aayi
aaayi Chikni.. chikni…

aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi
aaayi.. chikni chameli chup ke akeli phawa chadhake aayi

Leave A Response »