Wo Ladki Hai Kahaan lyrics from Dil Chahta Hai (2001)

simran November 3, 2011 0

Movie – Dil Chahta Hai (2001)
Cast – Aamir Khan, Preity Zinta, Saif Ali Khan, Sonali Kulkarni, Akshaye Khanna, Dimple Kapadia
Director – Farhan Akhtar
Music Director – Shankar-Ehsaan-Loy
Song – ‘Wo Ladki Hai Kahaan’
Lyrics – Javed Akhtar
Singer – Shaan, Kavita Krishnamurthy

jisse dhoondta hun main
har kahin
jo kabhi mili mujhe
hai nahi
mujhe jiske pyaar par
ho yakeen
wo ladki hai kahaan?

jisse sirf mujhse hi
pyaar ho
jo ye kehne ko bhi
tayaar ho
suno tum hi mere
dildaar ho
wo ladki hai kahaan?

jo tumhare khwaabon mein
hai basi
wo haseen moorti
pyaar ki
milegi tumhe kabhi
na kabhi
zara dekho yahaan wahaan

chalo dhoondte hain hum
tum kahin
wo pari wo hoor
wo nazneen
jisse dekho to kaho
tum wahi
arre ye to hai yahaan

jaane kyun
khayaal aaya mujhe
ki wo ladki kahin
tum to nahi

tum mein hain
wo saari khoobiyaan
tha jinki dhoondta
main har kahin

tumhe dhokha lagta hai
ho gaya
mujhe hai samajh liya
jaane kya
na main hoon pari na main
apsara
karon tum na yeh gumaah

jisse dhoondta hun main
har kahin
jo kabhi mili mujhe
hai nahi
mujhe jiske pyaar par
ho yakeen
wo ladki hai kahaan?

maan lo
agar main ye kahoon
ke mere khwaabon mein
tum hi to ho

jaan lo
mera armaan hai
ke mere saath hi
ab tum raho

mujhe tum ne kya ye
samjha diya
mere dil ko jaise dhadka

diya
mere tann badan ko
pighla diya
wo sunayi dastaan

jisse dhoondta hun main
har kahin
jo kabhi mili mujhe
hai nahi
mujhe jiske pyaar par
ho yakeen
wo ladki hai kahaan?

wo ladki hai kahaan?
wo ladki hai yahaan!

wo ladki hai kahaan?
wo ladki hai yahaan!

wo ladki hai kahaan?
wo ladki hai yahaan!

Happy Birthday Sonali Kulkarni! :)

Leave A Response »