Movie – 7 Khoon Maaf (2011)
Cast – Priyanka Chopra, Neil Nitin Mukesh, John Abraham, Irrfan Khan, Annu Kapoor, Aleksandr Dyachenko, Naseeruddin Shah
Director – Vishal Bhardwaj
Music Director – Vvishal Bhardwaj
Song – ‘Darling’
Lyrics – Gulzar
Singer – Usha Uthup, Rekha Bhardwaj
hey
Da…r-ling!
aankho se aankhein chaar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
roko na roko na
mujhko pyaar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
roko na roko na
mujhko pyaar karne do
bekaif hai bahaara
behcian jaane yaara
bulbulon ko abhi
intezaar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
da…r-ling!
sorry tujhe,
Sunday ke din
zehmat hui
darling!
milna tera
fazl-e-khuda
rehmat hu
da…r-ling!
sorry tujhe,
aate hue
zehmat hui
darling!
milna tera
fazl-e-khuda
rehmat hui
rehmat hui
hey da…r-ling!
khadim ko
dilbar to
ikhteyaar karne do!
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
roko na roko na
mujhko pyaar karne do
darling1
chhoddo zaraa
sharmaane ka
ye kayeda
hey darling!
hairat bhi hai
ghairat bhi hai
kya fayeda
kya fayeda
hey da…r-ling!
public mein
sansani
ek baar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
roko na roko na
mujhko pyaar karne do
bekaif hai bahaara
behcian jaane yaara
bulbulon ko abhi
intezaar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
darling!
aankho se aankhein chaar karne do
dar-ling!
Happy birthday Usha Uthup ji











