Sala Ye Kal lyrics from Men Will Be Men (2011)

simran July 4, 2011 0

Movie – Men Will Be Men (2011)
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Song – “Sala Ye Kal”
Singer – Harshit Saxena, Kaushik Deshpande
Lyrics – Amit Anand Chauhan

kal subha
jagi si aayegi apni
zindagi

kal subha
gungunayegi ab apni
zindagi

ho
ye khafaa zindagi
theek ho kal
ghum ke har sawaal
ka jawaab ho kal

kal kab aayega
par ye kal kab aayega yaar
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega

tu mera bhai hai bhai

arre tere liye to
jaan bhi haazir hai yaar

abe ye mat samajhna m
mujhe chadh gayi hai

to kya bolta hai
ek ek small aur ho jaye

>

oonchi neechi rah pe
chale jo hum chale
ja ke manzilon pe hi mile

jo galat hai aaj kal
wo theek sa lage
aur shaam der se dhale

yaari mein hi apni
to shaam ho
manzilein bhi apni
ghulaam hon

kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega

sir main aapki bohat izzat karta hun

I love you yaar, you are my bro

yaar aaj chadh nahi rahi hai yaar

to ek ek aur small ho hi jaye yaar

chhotii moti aarzu
hum kyun karein
apni to lottery lage

jo bhi chahah aaj tak
roz wo mile
panchiyon ke sang hum udein

baadlon pe apna
naam ho
chand ke saath
do do jaam ho

kal kab aayega
abe yaar ye kal kab aayega yaar
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega

There’s hardly any point of including the cliche dialogues which drunk Indian fraternity mouths in Sala Ye Kal from Men Will Be Men, as they are too well known. The song begins giving a hint that it will be about enjoying each day as it comes, yet is only the venting out of the frustrations. We wish at least the music was better!

Leave A Response »