Lyrics – song ‘Rehem O Karam’ from the movie We Are Family (2010)

nikhil August 20, 2010 0

Movie – We Are Family (2010)
Cast – Arjun Rampal, Kajol, Kareena Kapoor, Aanchal Munjal, Nominath Ginsburg, Diya Sonecha
Director – Siddharth P.Malhotra
Music Director – Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Song – ‘Reham O Karam’
Lyrics – Irshad Kamil
Singer – Vishal Dadlani, Shankar Mahadevan

aaj phir din hua
phir armaan jagney lage
chahtein uthi nayi
lo seene mein benaam si
khwahishein dabi hui
kai dil mein kai
kya hua kyun bhala
dil mazaaron se ho gaye

reham o karam ho jaaye dobara
reham o karam ho jaane do ishaara
reham o karam ho jaaye dobara
reham o karam ho jaane do khudara
ho……

tere bina sardi mein woh garmi si na rahi
na garmi mein hai tere pyaar ki thandak
ho…..tere bina badle
saare mausam kyun is tarah
kuch bolo lab kholo do yeh bata…
taras gayi baras gayi ab yeh nazar
de do mujhe zindagi nayi….

reham o karam ho jaaye dobara
reham o karam ho jaane do ishaara
reham o karam ho jaaye dobara
reham o karam ho jaane do khudara
ho……

dekhoon na tere bina
aaj lagoon tanha main
jaise hoon rootha hua
waqt se ek lamha main o…
ho….aake tu mana le
hans le hansa le
rootha rootha ji na paoonga…
ho…yaadein sabhi yeh poonchein har ghadi
tere kyun hain bata aansoon chhal ke

reham o karam ho jaaye dobara
reham o karam ho jaane do ishaara
reham o karam ho jaaye dobara
reham o karam ho jaane do khudara
ho……

Leave A Response »