Movie – Aashayein (2010)
Cast – John Abraham, Prateeksha Lonkar, Shreyas Talpade, Anaitha Nair, Sonal Sehgal, Girish Karnad, Vikram Inamdar, Farida Jalal, Master Ashwin Chitale, Sonali Sachdev, Sharad Wagh
Director – Nagesh Kukunoor
Music Director – Shiraz Uppal
Song – ‘Rabba’
Lyrics – Shakeel Sohail
Singer – Shiraz Uppal
Kuch bole huye lafzon mein, chupi baatein
aur adh khuli aankhon mein, kati raatein
kuch bole huye lafzon mein, chupi baatein
aur adh khuli aankhon mein, kati raatein
gumsum, dabe dabe, sulagte armaan
khwaab nigaahon mein, ho gaye mehmaan
rabba re kya hua rabba re dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya
rabba re kya hua rabba re dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya
kuch jalte badan par meethi barsaatein
phir khoyi hui raahon mein mulakaatein
kuch jalte badan par meethi barsaatein
phir khoyi hui raahon mein mulakaatein
hulchul ruki ruki, aur dhadkan dole
yoon hi kisi apne ke, sang woh ho le
rabba re kya hua rabba re dil gaya dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya mil gaya
rabba re kya hua rabba re dil gaya dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya mil gaya
kuch sehme sisakte yoon hi khayaalon mein
kuch anjaani tanhayi ke haalon mein
kuch sehme sisakte yoon hi khayaalon mein
kuch anjaani tanhayi ke haalon mein
masti jagi jagi, kya sargam chede
yaad ki dori ko, thaam ke na chode
rabba re kya hua rabba re dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya
rabba re kya hua rabba re dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya
rabba re kya hua rabba re dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya
rabba re kya hua rabba re dil gaya
rabba kya maajra kya khoya kya mil gaya











