Lyrics – song ‘Dilkash Dildaar Duniya’ from the movie Aashayein (2010)

nikhil August 18, 2010 0

Movie – Aashayein (2010)
Cast – John Abraham, Prateeksha Lonkar, Shreyas Talpade, Anaitha Nair, Sonal Sehgal, Girish Karnad, Vikram Inamdar, Farida Jalal, Master Ashwin Chitale, Sonali Sachdev, Sharad Wagh
Director – Nagesh Kukunoor
Music Director – Pritam Chakraborty
Song – ‘Dilkash Dildaar Duniya’
Lyrics – Kumaar
Singer – Shaan, Tulsi Kumar

tere bagair, tadpa karein
tere bagair sapne, rootha karein
maana ke hai duniya haseen
tere bagair duniya hum kya karein
dilkash dildaar duniya
tera dedaar duniya
hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

dilkash dildaar duniya
tera dedaar duniya
hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

tere bagair beraunaki..
tere bagair khushiyan, hum kya karein
mausam sabhi, hain dard ke
tere bagair ab yeh tanha karein
dilkash dildaar duniya
tera dedaar duniya
hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

dilkash dildaar duniya
tera dedaar duniya
hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

dhoop pheeki lage, din udaasi bhara
shaam roothi lage, haal yeh ho gaya
jaagte hum rahein, karwaton se kahein
khwaab hi, woh koi, dhoond laaye naya
neendein meri, baaghi huin
tere bagair raatein, ab kya karein
o bekhabar, o bekadar
tere bagair har pal, bikhra karein
dilkash dildaar duniya
tera dedaar duniya
hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

dilkash dildaar duniya
tera dedaar duniya
hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

Leave A Response »