Movie – Aashayein (2010)
Cast – John Abraham, Prateeksha Lonkar, Shreyas Talpade, Anaitha Nair, Sonal Sehgal, Girish Karnad, Vikram Inamdar, Farida Jalal, Master Ashwin Chitale, Sonali Sachdev, Sharad Wagh
Director – Nagesh Kukunoor
Music Director – Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Song – ‘Ab Mujhko Jeena’
Lyrics – Mir Ali Husain
Singer – Zubeen Garg
ab hai ujala, ab hai savera…
ab in hawaaon, pe kar loon basera
ab main zamaane ko, humraaz kar loon
ab aasmaano pe, parwaaz kar loon
is pal mein, hai mujh ko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena…
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ho…..ab mujhko jeena
nakaamiyon se darna kya,
jeene se pehle marna kya
jhoom kar mera dil ab yeh mujh se kahe,
zindagi hai to zindadili bhi rahe
ab iraadon ko hai thaan lena,
ab to khwaabon pe hai jaan dena
is pal mein, hai mujh ko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena…
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ho…..ab mujhko jeena
anjaana kangla manu main,
yeh pal hai apna jaanooon main
yahan chaaron taraf pyaar ke silsile,
dekho veraniyon mein bhi dil hain mile
apni manzil ki mujh ko khabar hai,
ab to himmat meri humsafar hai
is pal mein, hai mujh ko jeena
is pal mein, hai mujh ko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena…
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ho…..ab mujhko jeena
are you ready
okay sing with me
ab hai ujala, ab hai savera…
ab in hawaaon, pe kar loon basera
ab main zamaane ko, humraaz kar loon
ab aasmaano pe, parwaaz kar loon
is pal mein, hai mujh ko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena…
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ho…..ab mujhko jeena


![John Abraham’s sexy fitness photoshoot [video]](http://bollywoodtadka.com/wp-content/uploads/2011/12/John-Abrahan-fitness-photoshoot-134x90.jpg)









