Lyrics – song ‘Ayaashi’ from the movie Badmaash Company (2010)

nikhil April 9, 2010 0

Movie – Badmaash Company (2010)
Cast – Shahid Kapoor, Anushka Sharma, Meiyang Chang, Vir Das
Director – Parmeet Sethi
Music Director – Pritam
Song – ‘Ayaashi’
Lyrics – Anvita Dutt Guptan
Singer – K K

beparvah ho gaye hain
behaya ho gaye hain
befikrey ho gaye hain hum

beparvah ho gaye hain
behaya ho gaye hain
befikrey ho gaye hain hum

badmaashi ho rahi hai
betabi ho rahi hai
befikrey ho gaye hain hum

hadd se badi hai yeh ayaashi
sarr chadi hai yeh ayaashi
hum pe yaara jach rahi hai
yeh ayaashi hey ayaashi

latt si lagi hai yeh ayaashi
bandagi hai yeh ayaashi
hum pe yaara jach rahi hai
yeh ayaashi hey ayaashi

heyyy….
ayaashi…

a y a s h i.. a y a s h i

jal ke dhuan dhuan jal jal ke
tarse maangey jo tu marr marr ke
tu yeh khwabon mein bhi chahega
duaon mein bhi maangega
tu phir bhi na payega

chori uspe chheena jhapti hai
to hi kismar aisey pat ti hai
tu yeh khwabon mein bhi chahega
duaon mein bhi mangega
tu phir bhi na payega

hum se buri hai yeh ayaashi
cheez fatoori yeh ayaashi
hum pe yaara jach rahi hai
yeh ayaashi hey ayaashi

latt si lagi hai yeh ayaashi
bandagi hai yeh ayaashi
hum pe yaara jach rahi hai
yeh ayaashi hey ayaashi

heyyy….
ayaashi…

a y a s h i.. a y a s h i

dekho khel mein jo sota hai
seekho fail voh hi hota hai
tu jo dekhta hi jayega
to lootna na aayega
tu haarta hi jayega

dekho daav pe zamaan hai
humko jeet ke hi jaana hai
tu jo dekhta hi jayega
to lootna na aayega
tu haarta hi jayega

hadd se badi hai yeh ayaashi
sarr chadi hai yeh ayaashi
hum pe yaara jach rahi hai
yeh ayaashi hey ayaashi

latt si lagi hai yeh ayaashi
bandagi hai yeh ayaashi
hum pe yaara jach rahi hai
yeh ayaashi hey ayaashi

heyyy….
ayaashi…

a y a s h i
a y a s h i

heyyy a y a s h i
a y a s h i, ayaashi…

Leave A Response »