Movie – Teen Patti (2010)
Cast – Amitabh Bachchan, Sir Ben Kingsley, R Madhavan, Raima Sen, Dhruv Ganesh, Siddharth Kher, Vaibhav Talwar, Saira Mohan, Sharadha Kapoor, Danny Denzongpa, Sushmita Sen, Ajay Devgan, Jackie Shroff, Mahesh Manjrekar, Irrfan Khan, Boman Irani
Director – Leena Yadav
Music Director – Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Song – ‘Neeyat’
Lyrics – Irfan Siddiqui
Singer – Sunidhi Chauhan
thoda thoda sawaab hai
thoda thoda gunaah hai
fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
teri neeyat kharaab hai
thoda thoda sawaab hai
thoda thoda gunaah hai
fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
teri neeyat kharaab hai
jaane kya jaane kya hai kahaani
yeh toh bata
kis pe najar hai kisaki fikar hai
yeh toh bata
haan fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
teri neeyat kharaab hai…
kharaab hai, kharaab hai….
betaabi.. hai har chaal mein
dhoondein jawaab sawaal mein
fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
teri neeyat kharaab hai
thoda thoda sawaab hai
thoda thoda gunaah hai
fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
teri neeyat kharaab hai
kharaab hai, kharaab hai
jaane kya jaane kya hai kahaani
yeh toh bata..
kis pe najar hai kisaki fikar hai
yeh toh bata..
hmm fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
teri neeyat kharaab hai
kharaab hai, kharaab hai…








