Lyrics – song ‘Baamulaiza’ from the movie De Dana Dan (2009)
Posted by Nikhil @ 11:25 am November 9, 2009
Filed Under Lyrics
Movie – De Dana Dan (2009)
Cast – Akshay Kumar, Katrina Kaif, Sunil Shetty, Paresh Rawal, Neha Dhupia, Sameera Reddy, Archana Puran Singh, Aditi Govitrikar, Asrani, Chunky Pandey, Johny Lever, Manoj Joshi, Rajpal Yadav, Supriya Karnik, Tinu Anand, Vikram Gokhale, Sharat Saxena, Himani Shivpuri
Director – Priyadarshan
Music Director – Pritam
Song – ‘Baamulaiza’
Lyrics – Irshaad Kamil
Singer - Mika Singh, Domnique Cerejo, Style Bhai
everbody now…
join me in the song
clap your hands
shake all your waist
and move on your feet along
(rap)
everbody now…
join me in the song
clap your hands
shake all your waist
and move on your feet along
everbody now…
join me in the song
aao yaaro jashn manalo
let’s just carry on…
ishq karne ka mazaa hai
ishq ke izhaar mein
dekhta hun main khuda bhi
nakhuda bhi yaar mein
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
(rap)
pehna hai… pehna hai
maine pyar tumhara
teri hi o khawahishon mein
khud ko yaar sanwara
rehney de rehney de
baahon ke ghere mai
main bhi haari aashiqui mein
dil bhi mera haara
aashiqui mein haar kaisi
paas jab dildaar aisi
tu na jeeti main na haara
oyar ki takraar kaisi
(chorus) bamulahiza…
bamulahiza ba-adab ho…
bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo chuke damaan
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
(rap)
jhukta hai… jhukta hai
dil yeh tere aage
main na jaanu dil na jaane
tu kya mera laage
humm kyon hai… gumm kyon hai
jaane dil ye aise
jaane kaise jod liye hain
dil ne tumse dhaagey
ho jodta hai dil hi dil ko
ye bada hoshiyaar hai
husn walon pe fida ye
ek nahin sau baar hai
(chorus) bamulahiza…
bamulahiza ba-adab ho…
bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo bano gulaam
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
(rap)
everbody now…
join me in the song
clap your hands
shake all your waist
and move on your feet along
everbody now…
join me in the song
mere dil se ye dil mila lo
let’s just carry on…
ishq karne ka mazaa hai
ishq ke izhaar mein
dekhta hun main khuda bhi
nakhuda bhi yaar mein
(chorus) bamulahiza…
bamulahiza ba-adab ho…
bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
bamulahiza… bamulahiza
ba-adab ho… bamulahiza
aa gaye lo yeh husn wale
ishq walo karo salaam
Comments
5 Responses to “Lyrics – song ‘Baamulaiza’ from the movie De Dana Dan (2009)”
Leave a Reply








Its amaging guys
a fantastic, and faboulous song. i like it.
ver can i get d lyrics of d english rap
KATRINA LOOKS TOO GOOD IN THIS SONG N D SONG IS ALSO FANTASTIC.BY D WAY VER IS D LYRICS OF ENG RAP
hi song is gr8t very beautifull like kat but frnd agar koi janta ho ki english rap kaha milega to batana mail kar do ya ph 9871446404,9015806194
iam waiting guys & girls “K”.