Movie – Tum Mile (2009)
Cast – Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
Director – Kunal Deshmukh
Music Director – Pritam
Song – ‘O Meri Jaan’
Lyrics – Sayeed Quadri
Singer - KK
hairaan hain hum
huye kyun tum
gairon se
kaisa hai gam
bola na tum honthon se
hairaan hain hum
huye kyun tum
gairon se
kaisa hai gam
bola na tum honthon se
na tum ho bewafa
na main bhi hun
phir bhi hain hum judaa
main kya kahoon
na jaane waqt ki marzi hai kya
kyun hai mili yeh dooriyan
o meri jaan…
o meri jaan…
o meri jaan…
o meri jaan…
tere bin jo din aaya
kaate na woh kat paaya
kami teri khal se jaati hai
tere bin jo shaam aayi
badi dil ki tanhai
meri aankhein bhar si jaati hai
kuch tum mujhse khafa
kuch main bhi hun
hai kya iski wajah
maine kya kahun
na jaane waqt ki marzi hai kya
kyun hai mili yeh dooriyan
o meri jaan…
o meri jaan…
o meri jaan…
o meri jaan…
tujhe dil se tha chaaha
tu hi toh na mil paaya
khushi mujhko chhal si jaati hai
mera tu tha sarmaaya
tujhe paaka na paaya
yahi baatein chubh si jaati hain
tanhaa teri tarah haan main bhi hun
dono hain gamzadaa main kya kahun
na jaane waqt ki marzi hai kya
kyun hau mili yeh dooriyan
o meri jaan…
o meri jaan…
o meri jaan…
o meri jaan…







