Movie – London Dreams (2009)
Cast – Salman Khan, Ajay Devgan, Asin, Rannvijay Singh, Adithya Roy Kapoor, Om Puri, Khalid Azmi, Babsy Artner, Brinda Parekh, Michael Gamarano, Manoj Pahwa
Director – Vipul Shah
Music Director – Shankar – Ehsaan – Loy
Song – ‘Barson Yaaron’
Lyrics – Prasoon Joshi
Singer - Vishal Dadlani & Roop Kumar Rathod
khushiyon ki lahrein gaayein
dil ke taapo tak aayein
doob jaane ki rut hai
aaja pyaar main ghul jaayein
aaj na khud ko roko
pyar main khud ko jhunko
shikwan ke saare parde kheench do
aasman pe chaana hai, gungunana hai
ban ja badal, dil kehta hai
bheeg ja bheeg ja yaara
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
chehron pe dhoop malo
saagaron pe jhoom chalo
mausam ke cheenkey bikharne do
saare nazaarey sanwarne do aasman pe
aasman pe chaana hai gungunana hai
ban ja badal, dil kehta hai
bheeg ja bheeg ja yaara
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
laakh take da,
ishq hai yaaron
ishq phawaare kare isharey
ankhiyon wich sadak banale
duniya teri mehma hai
tu dil ka mehal saja le
duniya teri mehma hai
aare itar phulel laga le
duniya teri mehma hai
yeh dil bada hai
nageenay jada veh
toh jashn manaa mere dil mein
jaam uthae is mehfil main
zakhm baant lo dard chaat lo
gham ko peeslo, khushi chaat lo
nafrat ki is zindagi main na koi jagah
khushiyon ki lahrein gaayein
dil ke taapo tak aayein
doob jaane ki rut hai
aaja pyaar main ghuljaayein
aaj na khud ko roko
pyar main khud ko jhunko
shikwan ke saare parde kheench do
aasman pe chaana hai, gungunana hai
ban ja badal, dil kehta hai
bheeg ja bheeg ja yaara
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
ohhoo…
ishq waale khet main chal
fasalon sa jhoom machal
aaja maaga lein hawaon ko
aaja sajaa lein fazaon ko
aaja na
aasman pe chaana hai, gungunana hai
ban ja badal, dil kehta hai
bheeg ja bheeg ja yaara
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
barso barso yaaron barso re
ban ke pyaar yaaron barso re
ohh…
dil main langar khol de
jo aaye mehmaan
do din ki hai zindagi
le le lambi taan
jai hanuman gyan gun sagar
jai kapees tihun lok ujagar
jai hanuman gyan gun sagar
jai kapees tihun lok ujagar
ram doot atulit bal dhama
anjani putra pawan sut nama
mahaveer vikram bajarangi
kumati nivar sumati ke sangi
kanchan baran viraj suyesha
kanan kundal kunchit kesa
jai hanumna gyan gun sagar
jai kapees tihun lok ujagar
hanuman ki – Jai
pawansut hanuman ki – Jai
bolo hanuman ki – Jai
pawansut hanuman ki – Jai










i like this flim n i luv u salman
I love this song and i like very very much this stage perfomance on movie by salman khan and ajay devgan.