Lyrics – song ‘Dil Kare’ from the movie All The Best (2009)

nikhil September 10, 2009 1

Movie – All the Best (2009)
Cast – Ajay Devgan, Bipasha Basu, Fardeen Khan, Sanjay Dutt, Mugdha Godse, Asrani, Mukesh Tiwari, Ashwini Kalsekar, Johny Lever, Sanjay Mishra, Vijay Patkar, Shereveer Vakil, Atul Parchure, Puneet Vashist, Subhash Pradhan, Shraddha Musale, Ashish R Mohan
Director – Rohit Shetty
Music Director – Pritam
Song – ‘Dil Kare’
Lyrics – Kumaar
Singer – Suraj Jagan, Roopam Islam

jab chaahe aasmaa pe
seediyaan laga lun
do chaar taare tod daalun
dariya mein doobun
doobe suraj ko nikaalun
ghar ki deewaron pe sajaalun

jab chaahe aasmaa pe
seediyaan laga lun
do chaar taare tod daalun
do chaar taare tod daalun
dariya mein doobun
doobe suraj ko nikaalun
ghar ki deewaron pe sajaalun

dil kare jo bhi wo karta jaaun
dil kare dil ki baaton mein aaun
dil kare dil ki marzi se jeelun main

jab chaahe badal ki
patang mein banaloon
unche pahaadon pe udaalun
jitney bhi patte hain
pedon pe maine gira dun
unpe main pankhe latkaadun

dil kare jo bhi wo karta jaaun
dil kare dil ki baaton mein aaun
dil kare dil marzi se jeelun main

raaton ko jugnu ki
main roshni churaalunga
bijlee jayegi toh jagaalunga
phoolon mein jitne bhi hain
rang main nikaalunga
mann chaha paint karaadunga

raaton ko jugnu ki
main roshni churaalunga
bijlee jayegi toh jagaalunga
phoolon mein jitne bhi hain
rang main nikaalunga
mann chaha paint karaadunga

jab chahe main
hawaa pe raasta banaalun
uspe main gaadiyon chalaalun
uspe main gaadiyon chalaalun
main toh maheene ke bhi din
sau din banaadun
total main saal ka badha dun

dil kare jo bhi wo karta jaaun
dil kare dil ki baaton mein aaun
dil kare dil marzi se jeelun main

One Comment »

  1. ayesha March 30, 2010 at 2:13 am - Reply

    nicee song n of course nice lyrics.

Leave A Response »