Movie – Life Partner (2009)
Cast – Fardeen Khan, Tusshar Kapoor, Govinda, Genelia Dsouza, Prachi Desai, Anupam Kher, Amrita Rao, Vikram Gokhale, Darshan Jariwala, Shoma Anand, Rajesh Jais, Vivek Shauq, Jagdeep, Rana Jung Bahadur, Himani Shivpuri, Sheetal Gori.
Director – Rumi Jaffery
Music Director – Pritam
Song – ‘Kuke Kuke’
Lyrics – Javed Akhtar
Singer - Shaan, Debojeet Daata, Antara Mitra
kuke kuke koyaliya kuke
kuke kuke koyaliya
aaaa…
dhoondhe dhoondhe piya ko mann dhoondhe
dhonndhe…
kuuuu kuke kuuuu kuke kuuuu kuke
kuke..
gaana tum jo gaate ho
dil bahut jalate ho
sur jo tum lagate ho
sur hai aathavan
maana gaane waale gaane ke ho matwale
yeh batao be taale taal hai kahan?
hoo ayeee oooo..
aawaz bhi kya hai
hoo ayeee oooo..
gaano ki zubaan hai
hoo ayeee oooo..
jo bhi sunta hai
hoo ayeee oooo..
kahe bass karo bass karo
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
kuke kuke koyaliya kuke
kuke kuke koyaliya
aaaaa
dhoondhe dhoondhe piya ko mann dhoondhe
dhonndhe…
kuuuu kuke kuuuu kuke kuuuu kuke
koyaliyaa…aaaa
dil jo lubhaaye pyaar jataaye
wo jo bhi gaaye hum to lage bhalaa
jo sur ko chore taal ko tode
daud aaye ghode pakdo uska galaa
hoo ayeee oooo..
mera pyaar hai gehra
hoo ayeee oooo..
tera pyaar hai pehra
hoo ayeee oooo..
dil thehra thehra
hoo ayeee oooo..
kahe bass karo bass karo
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
wo jo naa bole honth naa khole
baahon mein dole humein wo pasand hai
jaa re deewane tu yeh naa jaane
jo dil ki maane wahi akalmand hai
hoo ayeee oooo..
band kar yeh baaja
hoo ayeee oooo..
chal hosh mein aajaa
hoo ayeee oooo..
ab to mere raja
hoo ayeee oooo..
zara bass karo bass karo…
gaana tum jo gaate ho
dil bahut jalate ho
sur jo tum lagate ho
sur hai aathavan
maana gaane waale gaane ke ho matwale
yeh batao be taale taal hai kahan?
hoo ayeee oooo..
aawaz bhi kya hai
hoo ayeee oooo..
gaano ki zubaan hai
hoo ayeee oooo..
jo bhi sunta hai
hoo ayeee oooo..
kahe bass karo bass karo
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna sitam dhaane se
tauba karo tauba karo tauba karo
tauba karo itna bura gaane se
kuke kuke koyaliya kuke
kuke kuke koyaliya
aaaa…
dhoondhe dhoondhe piya ko mann dhoondhe
dhonndhe…
kuuu kuke koyaliyaa aaaaa…









