Movie – Kaminey (2009)
Cast – Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amol Gupte
Director – Vishal Bhardwaj
Music Director – Vishal Bhardwaj
Song – ‘Fatak’
Lyrics – Gulzar
Singer - Sukhwinder Singh and Kailash Kher
ke bhavra bhavra aaya re…
fatak fatak
ke gun gun karta aaya re…
fatak fatak
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re…
fatak fatak…
arre sauda kare saheli ka
sar pe tel chameli ka
sauda kare saheli ka
sar pe tel chameli ka
kaan mein ittar ka phaya re…
fatak fatak
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re…
fatak dhar patak on the ground
fatak dhar patak on the ground
fatak dhar patak on the ground
fatak dhar patak on the ground
ginti na karna iski yaaron mein
awara ghoome galiyaaron mein
ginti na karna iski yaaron mein
awara ghoome galiyaaron mein
ye chipko hamesha satayega
yeh jayega phir laut aayega
khoon ke maile katre mein
jaan ke saare khatar ke aaya ke aaya
ke aaya raat ka jaaya re
fatak fatak …
ke aaya raat ka jaaya re
fatak fatak …
jitna bhi jhoot bole thoda hai
keedon ki basti da makoda hai
jitna bhi jhoot bole thoda hai
keedon ki basti da makoda hai
raaton ka bichoo hai katega
yeh zaherila hai zaheer chaatega
darwazon mein kunde ko
dafaa karo ye gunde
ye shaitaan ke saaya re…
fatak fatak …
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fatak fatak…
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhavre bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
ye ishq nahi aasan
aji AIDS ka khatra hai
ohhh patvaar pehen jaana
hai yeh aag ka dariya hai
ke naiya doobe na
re bhavra kaate na
ke naiya doobe na
re bhavra kaate na
ke naiya doobe na
re bhavra kaate na
ke naiya doobe na
re bhavra kaate na
ke naiya doobe na
re bhavra kaate na
re bhavra kaate na
ke naiya doobe na







