Lyrics – song ‘Kyun Hota Hai Dil Deewana’ from the movie Short Kut – The Con is On (2009)
Posted by Nikhil @ 4:00 pm June 24, 2009
Filed Under Lyrics
Movie – Short Kut – The Con is On (2009)
Cast – Akshaye Khanna, Arshad Warsi, Amrita Rao, Simi Garewal, Sanjay Dutt, Anil Kapoor, Chunky Pandey, Ali Asgar, Haider Ali, Siddharth Randeria
Director – Neeraj Vora
Music Director – Shankar, Ehsaan & Loy
Song – ‘Kyun Hota Hai Dil Deewana’
Lyrics – Javed Akhtar
Singer - Shreya Ghoshal & Javed Ali
pal pal koi pagal pan kyun hota hai
san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
hoo pal pal koi pagal pan kyun hota hai
haaan san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
kyun rang naye lagte hai
kyun dhang naye lagte hai
kyun aaise mehak jaate hai
kyun aang naye lagte hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
haann…
kyun jaagte aankhon mein khwaab aate hai
kyun mein gaoon toh yeh patthar bhi gate hai
kyun lagte hai ujle ujle yeh din saare
kyun sham ko dil mein deepak si jal jaate hai
kyun raath pigal jaati hai
kyun koi ghata chati hai
kyun dil karta hai tamanna
kyun neend nahi aati hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
haann…
kyun hoonton pe ek naam hamesha rehta hai
kyun sach lagta hai sab woh jo bhi kehta hai
kyun aarmano ki barish si hoti hai
kyun sapno ka dariya sa kuch behta hai
kyun chal behak jaate hai
kyun saans lekh jaati hai
kyun jal uthe hai tan mann
kyun aag dehak jaati hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
haann…
pal pal koi pagal pan kyun hota hai
san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
kyun rang naye lagte hai
kyun dhang naye lagte hai
kyun aaise mehak jaate hai
kyun aang naye lagte hai
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
koi yeh na jana
kyun hota hai dil deewana
kyun hota hai dil deewana
koi yeh na jana
Comments
Leave a Reply







