Movie – Straight (2009)
Cast – Vinay Pathak, Gul Panag, Siddharth Makkar, Achla Sachdev, Daman Baggan, Ketaki Dave, Anuj Chaudhary, Rasik Dave
Director – Parvati Balagopalan
Music Director – Sagar Desai
Song – ‘Kya Hua Hoo Hoo’
Lyrics – Subrat Sinha
Singer - Suraj Jagan
ab kya kahun hoo hoo
ya nahi kahun…
kuch naa kahun hoo hoo
ya nahi kahun…
ab kya kahun hoo hoo
ya nahi kahun…
ab kya karoon hoo hoo
ya nahi karoon
kuch naa karoon hoo hoo
to main kya karoon?
hai wahi tum sab waisa
badlega kuch nahi
dheere dheere jaa raha hai
inn baaton se kyun yakeen?
ab kya kahun hoo hoo
ya nahi kahun…
jaane kaisa yeh sukoon hai
badli raftar kyun?
naa kahin ki ab jaldi
naa hi koi intezaar kyun?
ab kya kahun hoo hoo
ya nahi kahun…










