Lyrics – song ‘Haafiz Khuda’ from the movie 8X10 Tasveer

nikhil March 22, 2009 1

Movie – 8X10 Tasveer (2009)
Cast – Akshay Kumar, Ayesha Takia, Sharmila Tagore, Javed Jaffrey, Girish Karnad, Anant Mahadevan, Benjamin Gilani, Rushad Rana, Utara Pawkar
Director – Nagesh Kukunoor
Music Director – Salim Sulaiman
Song – ‘Haafiz Khuda’
Lyrics – Irfan Siddiqui
Singer - Mohit Chauhan, Tulsi Kumar

haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai

haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa

mujhko pata ab chal gaya
ki kitni rangeen hai kismat meri
darr tha magar ab hai khabar
ki hai yeh chahat salamat meri

haafiz khuda haafiz khuda
badi pyaari si hai meri dua
hai masoom sa haan yeh dil bada
jo bhi isne chaha tha woh mil gaya

haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai

haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa

One Comment »

  1. Ummy April 8, 2009 at 3:56 am - Reply

    Please translate this song for me

Leave A Response »