Movie – Yuvvraaj
Cast – Salman Khan, Anil Kapoor, Katrina Kaif, Zayed Khan, Boman Irani, Aushima Sawhney
Director – Subhash Ghai
Music Director – A R Rahman
Song – ‘Zindagi’
Lyrics – Gulzar
Singer – Srinivas
zindagi zindagi
kya kami rehe gayi
aankh ki kor mein
aankh ki kor mein
kyun nami raha gayi
zindagi zindagi
kya kami rehe gayi
aankh ki kor mein
kyun nami rehe gayi
tu kaha kho gayi
tu kaha kho gayi
koi aaya nahi
dopahar ho gayi
koi aaya nahin
zindagi zindagi
din aaye din jaaye
sadiyaan bhi gin aaye
sadiyaan re
tanhai lipti hain
lipti hain saanson ki
rasiya re
tere bina badi pyasi hain
tere bina hain pyasi re
naino ki do sakhiyan re
tanha re mein tanha re…
zindagi zindagi
kya kami rehe gayi
aankh ki kor mein
kyun nami rehe gayi
zindagi zindagi
subah ka kohara hain
sham ki dhool hain
tanhai hain…
raat bhi zard hain
dard hi dard hain
ruswai hain…
kaise kate saanse uljhe hain
raatein badi jhulsi jhulsi hain
naina kori sadiyan re
tanha re mein tanha re
zindagi zindagi
kya kami rehe gayi
aankh ki kor mein
kyun nami rehe gayi
zindagi zindagi
kya kami rehe gayi
aankh ki kor mein
kyun nami rehe gayi
tu kaha kho gayi
koi aaya nahi
dopahar ho gayi
koi aaya nahin
zindagi zindagi
kya kami rehe gayi
aankh ki kor mein
kyun nami rehe gayi









