Lyrics – song ‘Mausam’ from the movie Kidnap
Posted by Nikhil @ 12:08 pm September 19, 2008
Filed Under Lyrics
Movie – Kidnap
Cast – Sanjay Dutt, Minissha Lamba, Imran Khan, Vidya Malvade, Malaika Arora, Amrita Arora, Rahul Dev
Director – Sanjay Gadhavi
Music Director – Pritam
Song – ‘Mausam’
Lyrics – Mayur Puri
Singer – Shreya Ghosal
sun sun sun to ye hawa
na chal tu yun,
chookey tan mera
sun sun sun to ye hawa
na chal tu yun,
chookey tan mera
dekhe koi chhede mujhe mausam manchala
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chha gaya…
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chha gaya…
phir khula aasmaan
tune mujhe hai de diya
shukriya shukriya
kaise kahun main shukriya
kya kahun kya karun
bas mein nahi hai ye jiya
jee liya jee liya
is pal ko maine jee liya
kal phir se ye pal hoga na
hoga ye sama
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chha gaya…
chulbuli chulbuli
kaisi hawa ye chulbuli
gudgudee gudgudee
saarey badan mein gudgudee…
door se dhoondti
kiski nigahein aa rahi?
kyun mujhe yun nayi, itni adayein aa rahi?
geela hai tan, bheega badan
mann mai pyaas kya?
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chha gaya…
sun sun sun to ye hawa
na chal tu yun,
chookey tan mera
dekhe koi, chhede mujhe
mausam manchala
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
mausam ye awesome bada
jaadu chha gaya…
ye awesome bada
mausam ye awesome bada
na na na………..
Comments
One Response to “Lyrics – song ‘Mausam’ from the movie Kidnap”
Leave a Reply



















kidnap will show Imran Khan was not a fluke. By the way, u guys have done a good job @ur blog
do know if u are okay with link exchange