Movie – Karz
Cast – Himesh Reshammiya, Urmila Matondkar, Danny Denzongpa, Gulshan Grover,Rohini Hattangadi, Shweta Kumar, Bakhtiyaar Irani, Dino Morea
Director – Satish Kaushik
Music Director – Himesh Reshammiya
Song – ‘Ek Haseena Thi’
Lyrics – Sameer
Singer – Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal
(dialogue)
aaj iss mubarak mauke per main aap sab logo ko meri aur kamini ki daastaan sunana chahta hoon mohabbat ki daastan
ek haseena thi
ek deewana tha
kya umar, kya samaa, kya zamana tha
ek haseena thi
haseena thi
ek deewana tha
deewana tha
kya umar, kya samaa, kya zamana tha
ek din woh mile
roz milne lage
ek din woh mile
roz milne lage
phir mohabbat hui
bas qayamat hui
sunke yeh daastan
kho gaye tum kahan
log hairaan hain
kyunki anjaan hain
ishq ki woh gali
baat jiski chali
uss gali mein
mera aana jaana tha
ek haseena thi
ek deewana tha
kya umar, kya samaa, kya zamana tha
ek haseena thi
ek deewana tha
uss hasin ne kaha
sun o jaanewafa
uss hasin ne kaha
sun o jaanewafa
yeh falak yeh zameen
tere bin kuch nahin
tujhpe marti hoon main
pyaar karti hoon main
tere bin zindagi kuch nahin kuch nahin
aashiqui mein unka aalam kya suhana tha
ek haseena thi
ek deewana tha
kya umar, kya samaa, kya zamana tha
ek haseena thi
ek deewana tha
bewafa yaar ne
apne mehboob se
aisa dhoka kiya
aisa dhoka kiya
aisa dhoka kiya
zaher usko diya
zeher usko diya
zeher usko diya
mar gaya woh jawan
mar gaya woh jawan ab suno daastaan
janm leke kahin
phir woh pahuncha wahin
shakl anjaan thi
akl hairaan thi
saamna jab hua
phir wahi sab hua
saamna jab hua
phir wahi sab hua
uspe yeh karz tha
uska yeh karz tha
karz ko farz apna chaukana tha









This song is very nice………
THIS IS A SONG THAT TOUCHES EVERYONE…
very pleasing song
i love this song,