Lyrics – song ‘Pichhle Saat Dinon Mein’ from the movie Rock On!!

nikhil July 13, 2008 0

Movie – Rock On!!
Cast – Farhan Akhtar, Prachi Desai, Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny, Shahana Goswami, Koel Puri
Director – Abhishek Kapoor
Music Director – Shankar, Ehsaan & Loy
Song – ‘Pichhle Saat Dinon Mein’
Lyrics – Javed Akhtar
Singer – Farhan Akhtar

meri laundry ka ek bill
ek aadhi padhi novel
na na naaa naaa
na na naaa naaa

ek ladki ka phone number
mere kaam ka ek paper
na na naaa naaa
na na naaa naaa

mere taash se heart ka king
mera ek chandi ka ring
pichhle saath dinon mein maine khoya
kabhi khud bhi hasaa main aur kabhi khud pe roya

na na naaa naaa
na na naaa naaa
na na naaa naaa
na na naaa naaa

present milli ek ghadi
pyaari thi mujhe badi
na na naaa naaa
na na naaa naaa

mary jane ka ek packet
meri denim ki jacket
na na naaa naaa
na na naaa naaa

do one day match ke passes
mere naye naye sunglasses
pichhle saath dinon mein maine khoya
kabhi khud bhi hasaa main aur kabhi khud pe roya

kaise bhooloon
saatwaa jo din aaya
kissi ne tumse
ek party mein milwaaya
kaisa pal tha
jis pal maine tumko pehli baar dekha tha

hum jo mille pehli baar
maine jaana kya hai pyaar
maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
kabhi khud pe hasaa main aur
kabhi khud pe roya

na na naaa naaa
na na naaa naaa
na na naaa naaa
na na naaa naaa

maine pichhle saat dinon
mein ye sab hai khoya

Leave A Response »